Teri yaade kyu tadpati hai itna ki darde dil saha nahi jaata kuch to batou esh dard ki dava kyoki ab aapke bagair raha nahi jaata
Har Chehre Mai....
Har chehra mai najar aaye chehra jishka har naam mai yaad aaye naam ushka jishki baate hi gunjti hai hoto pe mairi kon hai vo maira or kya rishta hai ushka or maira
kyu kishi ko kishi ajnabi se payar ho jaata hai kyu dil ushi pe mar mitne ko taiyar ho chahta hai kuch swal aishe kyu hote hai pyar main………. jishka jwab dena mushkil hi nahi naamukin ho jata hai
Kuch pal jindngi mai aishe aate hai jab kuch swalo ke jwab dena mushkil ho jaate hai lekin un swalo ke jawab dene hi padte hai ushi mai ho jaati hai kuch galtiiya ………..jishki Vajah se milte hai kuch aishe naam…….jishe Duniya wale karte hai badnaam…. :(
| Tere Siva na koi dil ke pass hai |
| fir bhi naa jaane kiski talass hai |
| ye kaisha ahsaah ho raha hai |
| NAA jaane kishka intzar ho raha hai |
No comments:
Post a Comment